Bat thehri jo adl par Waa’iz,
Phir yeh minnat…yeh iltija kya hai???
“Chaand sa” jab kaha To kehne lage..
Chaand kahiye naa, “Chand saa” kya hai…??
Re: Bat thehri jo adl par Waa’iz,
ungli pakRai to bazoo pakaR lia ![]()
Re: Bat thehri jo adl par Waa’iz,
aur agla station gala hai ![]()
Re: Bat thehri jo adl par Waa’iz,
khoonkhwari ki inteha
Re: Bat thehri jo adl par Waa’iz,
lo ji, baal kii khaal utaarne lage ab to yeh shaa’ir saab! ![]()
Re: Bat thehri jo adl par Waa’iz,
![]()
ap ko aj pata chala ![]()