Re: Basti mein hai wo sannata k jangal maat lagy..
waah, kia qayaamat kii nazar rakhte haiN Huzoor
bajaa farmaayaa…jangal ke chahchahe, jaanwaroN kii cheeKh o pukaar…yak-musht sannaaTaa to hargiz nahiiN hotaa magar yaqeenan shahroN jaisaa shor sharaabaa bhii nahiiN hotaa…
veeraana YES!**
aapkii post #22 meN tazkira-e-shaa’ir-e-“Chirkeen” par ek she’r yaad aa gayaa:
shaa’ir-e-“chirkeeN” chirkeN jagah jagah
rangat alag alag, Khushboo judaa judaa****
**