Dosto baas aaj asay he dill nay kaha lekhoo aab kasa lekha hai aap he bata saktay hoo…
Jatay waqat jhootay waday sahnay partay hain
Apnay dill kay tootay tookray choon nay partay hain
Dost dushman yaar ahbab rakhnay partay hain
Tanhaiyee main phir yaad kay darya tairnay partay hain
Tara aana maray lay hai tara jana taray liya
Phir us kay baad kadmoon kay nishan choonay partay hain
Ak umer beta dee yadoon main ak umar beta dee bataon main
Jo kahna tha jo kah na saka wo lafz dhoondnay partay hain
Kar kay ghahail tum nay kaha piyar main asa hota hai
Ho kay ghahalil hum nay soocha ya zakham tu sahnay partay hain
By: Dilsay