dard ka ek silsila say rhta hai .. yeah dil bhi sambhalta nhi .. tanhai abb dasti nhi … teri yaddo mai aisa khoya rhta hoon…
ankhoo ko teri piyas rhti hai .. tumhe ankhoo mai sama skta nhi .. nah mai ansoo bha skta hoon … sari raat … khud say larta rhta hoon …
***khud say rooth’ta rehta hoon … *** khudh ko manata rehta hoon.
mai bas tum say yeah kehan chahta hoon tmhre roothne say pehle . meri jaan nikal jati hai …