Daagh
1
**
mohabbaton mein dikhaave ki dosti na mila
agar gale nahin milta to haath bhi na mila
gharon pe naam the naamon ke saath ohade the
bahut talaash kiya koi aadmi na mila
tamaam rishton ko main ghar pe chhor aaya tha
phir isake baad mujhe koi ajnabi na mila
bahut ajeeb hai ye qurbaton ki doori bhi
vo mere saath raha aur mujhe kabhi na mila
khudaa ki itni badi qaayanaat mein main ne
bas ek shakhs ko maanga mujhe vo hi na mila
**

Koyal
2
Re: bas ek shakhs ko maanga, mujhe vo hi na mila…
:k: wo ping wali be lagta yehi gazal sunti hona hia 
Daagh
3
Re: Re: bas ek shakhs ko maanga, mujhe vo hi na mila…

haan ab kar bhi kya sakte hai na 
Diva
6
Wow Zabardast Daagh ji ....
Daagh
7
many thanks Sana ji, Wiseguy and Beenish 

Daagh
10
many thanks Lamhay jee and Vivo 

Azad
11
parai cheezain mang'tay hi kyon ho?
Daagh
13
[QUOTE]
*Originally posted by Azad: *
parai cheezain mang'tay hi kyon ho?
[/QUOTE]
jo abhi parayi cheez hai woh kabhi apni hua karti thi na...
Irem: yeah i know :(
MANAN
17
bootiful:D :k: zarbadast jani 
Azad
18
[QUOTE]
*Originally posted by Daagh: *
jo abhi parayi cheez hai woh kabhi apni hua karti thi na...
Irem: yeah i know :(
[/QUOTE]
maza nahi aya
Daagh
19
yaha murga jaan se gaya aur aapko maza nahi aaya 