barson ke intezaar ka anjaam likh diya
kagaz pe shaam kaat ke , phir shaam likh diya
bikhri padee theen tuut ke kaliyaan zameen par
tarteeb de ke meine tera naam likh diya
asaa nahi thi tark-e-muhabbat ki daastaa
do ansuon ne aakhiri paighaam likh diya
Allah! zindagi se kahan tak nibhaun mei?
us bewafaa ke saath mera naam likh diya!
taqseem ho rahi thi Khudaai ki ne’matein
ik ishq bach gaya so mere naam likh diya
‘Kaesar’ kisi ki den hei ye shairi meri
uski ghazal pe kisne mera naam likh diya

Re: barson ke intezaar ka anjaam likh diya
Bhot achi poem hai :k:
Re: barson ke intezaar ka anjaam likh diya

Re: barson ke intezaar ka anjaam likh diya
[QUOTE]
asaa nahi thi tark-e-muhabbat ki daastaa
do ansuon ne aakhiri paighaam likh diya
[/QUOTE]
Nice achi ghazal hay, khas tor per yeh shair
Re: barson ke intezaar ka anjaam likh diya
Superb! :k:
Last shair to bohat hi acha hai.
Re: barson ke intezaar ka anjaam likh diya
good 1 :k:
EEMAAN
7
Re: barson ke intezaar ka anjaam likh diya
VERY NICE..
Addie
8
Re: barson ke intezaar ka anjaam likh diya
nice

thank u doston.
Aqls
10
Re: barson ke intezaar ka anjaam likh diya
zabardast
Re: barson ke intezaar ka anjaam likh diya
thank u doston!

nice :k: