garam garam kabab… ![]()
Sadaf Aunty… dont say akaily akaily kha rahy ho… maiN tumhara hissa bhe kha raha hooN… and missing you for kabab… ![]()
garam garam kabab… ![]()
Sadaf Aunty… dont say akaily akaily kha rahy ho… maiN tumhara hissa bhe kha raha hooN… and missing you for kabab… ![]()
Re: Barsat k maousm maiN....
tanhayee kay aalam mein ummmm hmmm
Re: Barsat k maousm maiN....
lol... bulkul... kabab maiN hamaysha tanhai k alam maiN khata hooN..
Re: Barsat k maousm maiN…
![]()
Re: Barsat k maousm maiN....
garam garam pakorey:(
Re: Barsat k maousm maiN....
uff Allah Itna tuo oil hota hai unn mein ..khair mujhey kahan dey ga koi.
Re: Barsat k maousm maiN…
Mujay aunty bola aap ne :aq:…
Re: Barsat k maousm maiN…
ufff barsat main pakore aur samosay khate hain…kabab nahi:smack:
khair ab kabab lay hi ay hain to aik adh lai hi loon gy ![]()
Re: Barsat k maousm maiN…
ab rehnay do.. main ne aik jagha dhoond li hai idher kababon wali..
aap apnay kabab apnay paas hi rakhain ![]()
Re: Barsat k maousm maiN…
AsSweetAs bhaiiii
How are you, pal? ![]()
Re: Barsat k maousm maiN....
owwww mujehy bhi chahyine where r u ghayab as sweet as????
and hows roha doing????/
Re: Barsat k maousm maiN…
Mujhai bhi koi kababoN wali dhoond ker doo na, agar kababon wali nahi to pakoraiN wali bhi chalay gi, sawab millay ga ![]()
Re: Barsat k maousm maiN…
mein ne bhi khaane hain kobabs chae barsaat ho ya naa ho ![]()
Re: Barsat k maousm maiN…
Bin barsaat kabaab galet baat, app sirf Mong phaliyaaN khaye
Re: Barsat k maousm maiN…
Tum ko to main chitar kababon wali dhoond ke deti hoon ![]()
Re: Barsat k maousm maiN…
tanhaiye k alam mein…mein ghar se nikl ayaaaaaaa…botul b utha layaaa…![]()
abhi zinda hon to jhe lene dooooooo…jhee lene dooooooo…
Re: Barsat k maousm maiN…
Mujhay bhi bari bhook lagi hey ![]()
![]()
:k: Dubai Dubai hey aur Dubai kay Guppies ki kia baat hey… :k:
![]()
Re: Barsat k maousm maiN…
Kabab Aur … aur barsat …:love:
Re: Barsat k maousm maiN…
chitar agar BATA k hoo to challai gi
woh zara tik ker lagtay haiN na