Yuun saleeqay se yaad aatey ho …
Jessay barish ho waqfey waqfey se
Restored attachments:
Re: Barish ho waqfey waqfey se ...
Ishq ne seekh li hai waqt ki taqseem ke ab,
Woh mujhe yaad to aata hai magar kaam ke baad.
Re: Barish ho waqfey waqfey se ...
yani mosla dhaar Barish phoohaR hoti hai?
Re: Barish ho waqfey waqfey se ...
Ishq ne seekh li hai waqt ki taqseem ke ab,
Woh mujhe yaad to aata hai magar kaam ke baad.
Nadia Khan ne kisi ko na bolne dia apne show main
jab bari aai bolne ki to boli, milte hain break ke baad
Re: Barish ho waqfey waqfey se …
mubashar luqmaan b aisy hi kerta ha ![]()
Re: Barish ho waqfey waqfey se …
Rana Mubashar Luqman ![]()
Re: Barish ho waqfey waqfey se ...
yani mosla dhaar Barish phoohaR hoti hai?
Chashmay ka qusur hai :D
Re: Barish ho waqfey waqfey se …
What a mast mausaum:chupki:
Re: Barish ho waqfey waqfey se ...
Chashmay ka qusur hai :D
saleeqe farq hai, zara sadkon ki halat mulahiza kejiye ghar se nika kar
Re: Barish ho waqfey waqfey se …
Office main her mosam bura lagta hai
Re: Barish ho waqfey waqfey se ...
saleeqe farq hai, zara sadkon ki halat mulahiza kejiye ghar se nika kar
Ghar se nikalte he kuch duur chalte he ...rastey mein hai uss ka ghar...
Per rastey mein hai keechar aur khulley gutter :D
Re: Barish ho waqfey waqfey se ...
Office main her mosam bura lagta hai
windows khol k enjoy karen kam bhe jaldi ho jaye ga or maza bhe aye ga
Re: Barish ho waqfey waqfey se …
kia Laalu Khet shift hogain? ![]()
Re: Barish ho waqfey waqfey se ...
windows khol k enjoy karen kam bhe jaldi ho jaye ga or maza bhe aye ga
yahan dhoop nikli hai abhi, aur windows se shor aega. neeche drivers ludo khel rahe hain
Re: Barish ho waqfey waqfey se …
![]()
Re: Barish ho waqfey waqfey se …
ye n hai ?![]()
Re: Barish ho waqfey waqfey se ...
yahan dhoop nikli hai abhi, aur windows se shor aega. neeche drivers ludo khel rahe hain
Aisy mausam me ludo to koi ni khely ga, yahan bhe soraj or badal aankh macholi khel rahy hain laikn hawa bohat taro taza or thandi hy mazy ki
Re: Barish ho waqfey waqfey se ...
yahan to waqfa hai he nahi... Saturday morning se shoro hoi hai... abhi tak baras rahi hai...
Re: Barish ho waqfey waqfey se …
Jii …mein aapki parosann ![]()
Re: Barish ho waqfey waqfey se …
ye kia ha ![]()