Baray zamanay kay baad bersi hain meri aankhain kisi ki khaatir
Baray zamanay kay baad dil ki zameen phir se hari hui hai
Re: Barey zamanay kay baad
waah…bahot Khoob…ab to mausoof ko sailaab kaa Khauf na kahiiN laaHaq na ho jaaye! ![]()
Re: Barey zamanay kay baad
Germiyan tou wesay he start honay wali hai phir selaab tou aana he hai …abhi se he kyun na sahi
Re: Barey zamanay kay baad
hmmm…sailaab ke liye barsaat ke mausam kaa intezaar karnaa chaahiye! ![]()
Re: Barey zamanay kay baad
Ho tou rahi hai bersaat …mausam se pehlay ![]()
Re: Barey zamanay kay baad
achhhaa jii…to phir bring it on! i am ready! ![]()
**
saawan kaa maheena pawan kare sor, pawan kare sor
jiyaaraa re! jhoome aise jaise man maa naache mor!** ![]()
Re: Barey zamanay kay baad
SElaab tou achchay achchon ko baha ker le jaata hai
qamar kas lain aap ne tou seat kay saath he beh jana hai