Hello Everyone:chupki:
Re: BardeiN dinoN ke baad
hello nayab kese ho kaha te :ASA:
Re: BardeiN dinoN ke baad
yeh itney saary pooraney log kahan kahan say araey hain ![]()
Re: BardeiN dinoN ke baad
Sitara & Mehrun-nisa are back!
Re: BardeiN dinoN ke baad
wapsi mubarak ![]()
Re: BardeiN dinoN ke baad
kehte hain nalaik
btw itne saal kahan thi ?
Re: BardeiN dinoN ke baad
:salam2:
Nayab, it’s been long that you have posted. Glad to see you back. hope everything is ok with you.
Inno bhai: W Salaam.. Hun bilkul theek thak..Allah ka shukar haiN. Aap sunaheiN?
Masoom: Hi Sis..humne kaha jahna hain..ishi duniya maiN haiN:)
Malik: Hello Shello..Thanks..Kese hain aap? Sab theek thak?
Sunny:
La la la la
Xenophanez: Aap pesh karteiN hain:waves:
Pareshan0: Thanks
Decent^Munda: Oh Sorry ghalti ho gay…Assalaam alaikum jee… Itne saal ka kia matlub ..2saal hi to hoheiN hain..! Hmmm iska matlub humhari yaad a rehi thi ![]()
AQ: W Salaam..Thanks ..Everything is fine..How about aap??
Re: BardeiN dinoN ke baad
u r not nAYAB ![]()
Re: BardeiN dinoN ke baad
*Walekum Hello... kaif al haal? *
“UNCLE JEE” Hun Nayab nahiN haiN to pher kouN haiN!!!
*Walekum Hello... kaif al haal? *
Hum to theek hain ..aap apni sunaheiN? Kia ho raha hain ajkal? Ghar main sab theek thak?
tum thi kaha ![]()
aur ab kab mujhay koi PM kiu nahi aaya ![]()
itni bari hogai ho ab bhi sab cheezen main hi yad dilaon
2 saal chora arsa hota hai
yad ati thi jab gs per ate the
shadi wadi kar li kya ![]()
"UNCLE JEE" Hun Nayab nahiN haiN to pher kouN haiN!!!!!
tum Chulbulli ho... :o
Hum to yehi hi te..bas aap hi shayaad kuch ziada hi busy hogay!
Aur aghar is tarha marheiN gay to pher to bilkul bhi PM nahin karho ghi:smash:
itni bari kaha hoheiN haiN hum..Apse kuch hi saal bas ChoteiN haiN!
Hmm haan kuch esha hi haiN:)
Aap apni sunaheiN? kohi milhi kia?