barbaad

barbaad karnay kay aur bhi raasty thay Faraz
na janay unhain muhabbat ka hi khayal kiyon aaya

Re: barbaad

iss lafz barbaad se mujhe hakeemon wala ad yaad aa gaya :rotfl:

Re: barbaad

kyu k wo bht lazim hain :hinna:

Re: barbaad

app ko hakeem buhat yaad aarahay hain :5:

Re: barbaad

kabhi aake karachi ki walls ka hashr dekho.. tumhe bhi boht yaad aaenge

Re: barbaad

:k:
:frowning: