ba'raha mujh se kaha dil ne ke ai shoabda gar

ba’raha mujh se kaha dil ne ke ai shoabda gar
tu ke alfaz se asnam gari karta hai
kabhi us husn-e-dil ara ki bhi tasveer bana
jo teri soch ke khakon main lahoo bharta hai

ba’raha dil ne ye awaz suni aur chaha
man loon mujh se jo wajdan mera kehta hai
laikin is ujz se hara mere fun ka jadoo
chand ko chand se barh kar koi kaya kehta hai

Re: ba’raha mujh se kaha dil ne ke ai shoabda gar

nice… :k:

Re: ba'raha mujh se kaha dil ne ke ai shoabda gar

nice sharing :)

Re: ba'raha mujh se kaha dil ne ke ai shoabda gar

thanks :)

Re: ba’raha mujh se kaha dil ne ke ai shoabda gar

nice :k:

wah wah ji! nice work

Re: ba'raha mujh se kaha dil ne ke ai shoabda gar

chand ko chand se barh kar koi kaya kehta hai

very nice sharing!!!!

2 Likes

Re: ba’raha mujh se kaha dil ne ke ai shoabda gar

Beautiful img and poem:)

Re: ba’raha mujh se kaha dil ne ke ai shoabda gar

bohut khub Ali :k:

thanks:)