Bar Tazmeen-e-"humm"

Ik shakhs kay soorat-e-‘Azad’ az watan-e-maahi
SitaarouN kee guzar gaahouN maiN ba’ awaaz-e-buland: humm:smooth:

Jiss ka tareeq tashakkur-e-qalb-e-raqeeq, hur dumm-O-har aan:flower1:
Gharq rehtaa hay issi soch maiN kay kehnaa hay abhi humm

Kifaayat shu’aar aisaa hum dum-O-daireenaa mairaa jiger hay
Alfaaz kay zakheeray kee kami hay, sochouN kee nahiN hay:)

Loug milaatay rahaiN qulaabaiN aasmaan-O-zameen kee
unn sub par hay bhaari is sher ka ik humm:devil:

Koie kuch dekhay naa dekhay, hay sub ko pataa yeh
aanaa hay meray yaar nay yeh kehtay huvay humm

kissi kee baat par Anwaar shair kahaa bhee kissi nay
Aaj hum nay likh maari hay faqat ik nazam-e- humm

–Anwaar

aik lafz palle nahi para :bummer:
sorry…

par i’m sure bohat achi hogi :halo:

:rotfl:

:mocking:

:crying:

mein kya keroon :teary1: nahi aaya na samajh…kuch bhi :teary1:

:crying:

kiyaa nahiN aayaa samajh :mad:?

paRRh likh gaieeN hoteeN tau aaj yeh naa hotaa :bummer:?

aur kaunsaa aik lafz hay jo samajh nahiN aa rahaa :halo:

yeh samajh nahi aaya :bummer: :

Ik shakhs kay soorat-e-‘Azad’ az watan-e-maahi
SitaarouN kee guzar gaahouN maiN ba’ awaaz-e-buland: humm

Jiss ka tareeq tashakkur-e-qalb-e-raqeeq, hur dumm-O-har aan
Gharq rehtaa hay issi soch maiN kay kehnaa hay abhi humm

Kifaayat shu’aar aisaa hum dum-O-daireenaa mairaa jiger hay
Alfaaz kay zakheeray kee kami hay, sochouN kee nahiN hay

Loug milaatay rahaiN qulaabaiN aasmaan-O-zameen kee
unn sub par hay bhaari is sher ka ik humm

Koie kuch dekhay naa dekhay, hay sub ko pataa yeh
aanaa hay meray yaar nay yeh kehtay huvay humm

kissi kee baat par Anwaar shair kahaa bhee kissi nay
Aaj hum nay likh maari hay faqat ik nazam-e- humm

phir kahan hotee? :konfused:

aik BHI nahi aaya :bummer:

humm :rolleyes:

plz also post the translation:rolleyes:
thanx..!

:teary1:

kiya hay?:frusty2:

kaisay translate karooN :bummer:??

in alfaaz kay meanings tau mujhay bhee nahiN aatay :blush:

:crying: :crying: :crying:
:teary2: :teary2: :crying:
:teary1:

kuch bhi nahiafraid:teary1:

atay nahi hain to post likh kis trha liyay:halo:

meaning nahiN aatay tau kiya huva:hoonh:? alfaaz tau aatay haiN :rolleyes:?

bohut aqalmand hain ap MashAllah:halo ::rolleyes::rotfl:

:blush:

:halo:

:crying:

Lagtaa hay waqaiee kissi kee samajh maiN nahiN ayaa :hehe:

:mocking:

Re: Bar Tazmeen-e-“humm”

thats Really amazing im Impressed!

AQ ur really a gr8 poet !

AZAD BHAI NOW ab tu Hummmm karna band kardein :smiley:

Re: Re: Bar Tazmeen-e-“humm”

iss liye thoRRi likhi thee yeh naz’m:smack:

yeh tau bataanaa thaa kay Azad bhai kaa ik “humm” apnay ander kitnay ma’ani liye hotaa hay.. yeh apnay ik humm say woh kuch keh jaatay haiN jo alfaaz maiN dhaalaa nahiN jaa saktaa :flower1:

Re: Re: Re: Bar Tazmeen-e-“humm”

per mujhey unki hummmm hummm say chirh hai na !! ap nay nahin likhi issliye per we dont like azad bhaissss Hummmmmmmmmmmmmmmm!