baparda aurat

Re: baparda aurat

aur ghairat mand bhai, baap aur bete ki kiya pechan hai?

Re: baparda aurat

baa parda aurat baap, bhaaii yaa shauhar kii Ghairat ke liye pardaa nahiiN kartii bal k pardaa vo apne Allah kaa Hukm samajh kar uskii Khushnoodii aur apne farz kii adaayegii ke liye kartii hai...aurat parda na kare to is meN baap, bhai yaa shauhar ke liye baa'is-e-be_Ghairatii kiuN hai?

Re: baparda aurat

Bhai, baap, aur shohar apni nazar bayparda aurtun say nazar neechi rakhain gay to woh gairatmand kehlanay kay haqdaar hoon gay.

Wo kaisy? :hmmm:

Re: baparda aurat

Microbian I guess ke oper answer lika ja chuka hy u ke question ka :@:

vice-versa of what is written in image :@:

Re: baparda aurat

ab Hum bolein ya nahi:hmmm: