Bankay Mian ki Qawwali

:salam2:

Plz share, if any :slight_smile:

Re: Bankay Mian ki Qawwali

mujhe Moradabadi Urdu yaad aa gaii…iimaan se, sach ke(h) riyaa huN! :smiley:

Re: Bankay Mian ki Qawwali

Moraadabadi Urdu :confused:

For ‘Jaswant Singh’

Re: Bankay Mian ki Qawwali

waah bhai, waah…Jaswant Singh bechaaraa maaraa gayaa muft meN hii lol

Re: Bankay Mian ki Qawwali

**‘Shaadi kany walon k liyeh’

**

Re: Bankay Mian ki Qawwali

hahahahaha…bahot umda…kia mashwarah hai…Veena Malik kisi GS waale ko bhii TRY kar le! :wink: hahaha

Re: Bankay Mian ki Qawwali

:hehe:

**‘Habibi Hayya Hayya’

**

Re: Bankay Mian ki Qawwali

hahahahahaha…qawwal bhii kia Khoob ke(h) riyaa hai, bhai miyaaN!

aajkal miyaaN kia tum idhar hii ThaTThaa lagaaye riyo ho…aisa hi lag riyaa hai, iimaan se!

Re: Bankay Mian ki Qawwali

:hehe:

Mian Khuda jhoot na bulway to bs yehich samjli riyo :slight_smile: