Bank Holidays in Pakistan

AA,

When are the bank holidays for Eid in Pakistan? I need to send money to Pakistan today but wondering if they will be open tomorrow (Tuesday) for pick up. Also, whats the best and fastest way to send in this situation?

Thanks,
J

Re: Bank Holidays in Pakistan

Pakistan main Wednesday se Holidays start ho rahi hain
so tuesday is working day in pakistan

Re: Bank Holidays in Pakistan

IS aap kaha say aa gay ? mein to kal say yeah afwah phailanay ki poori kosish kar raha tha k aap aitkaaf baithay heni :)

Re: Bank Holidays in Pakistan

mai apne ghar se a gaya :-P

Re: Bank Holidays in Pakistan

Allah Allah karain, aap aitkaaf mein b laptop sath lay kar baithay howay hein :)

Re: Bank Holidays in Pakistan

ALLAH mujh ko ane wale ramzan main aitkaaf baithne ki himat aor toufeeq de Ameeen :-)

Re: Bank Holidays in Pakistan

ameen

Re: Bank Holidays in Pakistan

waisay mein nay kal paishan-goi ki thee k IS ki shadi honay wali hay is liay aglay saal aap 6 months ka aitkaaf baithay gay :)