Re: Bangladesh vs. Australia at Chittagong, Apr 16-20, 2006 Second Test
Aur dekhtey hee dekhtey chai ka waqfa bhi hogaya.
Kaash, kaash, kaash, hamaray liyey bhi koi chai bananay wali hotee. :p
Arey bhai Chai kay hawalay sey yaad aaya:
Kenya kay baaghaat sey aayi, eik soghaat,
Kenya Mixture Chai,
Jiss ki rangat, jiss ki lazzat, subko bhaye,
:D