**
Yeh Muhabbat ka Bandhan Bhi kitna ajeeb Hota hai ![]()
![]()
Mil jaye to Baatien Lambi Bichad jaye To Yaadien Lambi …!!**
Re: Bandhan
:(
Aansu aa gaey meray tou
Re: Bandhan
itna jazbati kion. abhi app kay khelnay kodnay kay din hain. ![]()
Re: Bandhan
wesay batien milnay pehlay hi zayda hoti hn, bad ma to..... Mil janay jan churatay han
Re: Bandhan
eska matlab batein kam kareni chaiay judai bhi kam hogi
Re: Bandhan
zaroori nahin mil jaen to baaten lambi.. kabhi kabhar boht jald shaklen buri lagne lagti hain