Bandar

aik daffa aik shaks ka accident ho gya, iskay jisam kay sab purzay beekar ho gaye. Doctors nay un ki jagga uskay jisam mai BANDAR ki cheezay laga deeN like gurday wagera.

OPERATION KAMYAAB HOA! aur wo banda SEHATMAND ho gya!

Kuch maheeno baad wo shaks hospital ki delivery ward kay samnay bay-chaini say chal raha tha aur baar bar aati jaati nurso say pooch raha tha kya hoa…?thori dair baad aik nurse ayi to us nay LIPAK kar phir apna suwaal kia “KYA HOA NURSE?” , nurse nay moon bana kar juwaab dia

PAIDA HOTE HI WO UCHAL KAR ROSHAN DAAN PAR JA BETHA, NEECHAY UTRAY to MALOOM HO

Re: Bandar

:D

Re: Bandar

and please note mainne is dafa us shaks ka koi naam nahi lia.

Re: Bandar

Kis shakhs ka “ASN pra” :konfused: