Band karo ye Shair O Shairy..

Band karo ye shair o shayri:frusty2:**

band karo ye jubhtey alfaaz :afshi:

saaf saaf kyun nahi kehtey :asa:

keh tum ko Ishq hai **:faizy:


Restored attachments:

Re: Band karo ye Shair O Shairy..

Ishq ko kosna bhi shayri hai…

ae ishq tumhe mot kiyun nahin aati :aj:

Re: Band karo ye Shair O Shairy..

BTW aap ne MQM to join nahin kar li? :5: Band karo ye dukanen, band karo transport

Re: Band karo ye Shair O Shairy..

han naa sab issi ki wajha se hu raha hai or papers main tashrih kerni perti hai…:afshi:

or jitna bhi likh lo hamesha anda milta hai :smiley:

app ko kaheen miley tu bataye ga :asa:

MQM :mad2:

Re: Band karo ye Shair O Shairy..

Aapkya 90 se aae hain jo hum band ker dain shair o shayari