Banarsi Sari

Re: Banarsi Sari

wo wali saree jis main badan nazar aaye woh ghair islami hai. mager ager proper parda kay sath pehni jaye to halal hai. baqi main bhi suna hai kay gheer islami hai. mager abhi tak sure nahi hon. i will search authentic fatwa, but at the moment i never worried about it, but will find for you if you are in need. :chai: