Banana Republic of Pakistan

Re: Banana Republic of Pakistan

Sawal gandum… jawan channa nahi meray bhai … Sawal Aam aur jawan paer … iss liya kay aam khany kay liyea paer lagana zaroori hay … … … aur iss waqt halaat theek karnay kay liya ‘Nawaz Ka resign dayna’ aur ‘neyea election karana zaroori hay’. :slight_smile: