***
Bana gulaab to kantay chubha gya ek shaks
Huwa chiragh to ghaR hi jala gya ek shaks
Tamam rung meray aur saray khuwaB meray
Fasana thay kay fasana banA gya ek shaks
Main kiss hawa main urOo kiss fizA main lahraO
Dukho kay jaal har so ek so Bicha gya ek shaks
Palat sako maiN na agay hi barH sako jis par
Mujhay ye kon say rastay laga gya ek shaks
Muhabatain bhi ajeeb us ki nafrataiaN bhi kamal
Meri tarha ka hi mujh maiN sama gya ek skhak
Woh mahtab tha marhaM Badast aya tha
Magar kuch aur sawa dil dukha gya ek shaks
khula ye raz kay a’aina khana hai duniyA
Aur is maiN mujh ko tamasha bana gya ek shaks
Beautiful Poetery
Who is thid "ek Shakhs"
Just joking
Bahot Zabar 10 Shaeeri hay
Khush Raho!!!!!!!
[QUOTE]
*Originally posted by Malik Zulfi: *
Beautiful Poetery
Who is thid "ek Shakhs"
Just joking
Bahot Zabar 10 Shaeeri hay
Khush Raho!!!!!!!
[/QUOTE]
thanko for liking :)
and
welcome here
cc bohttttttttttttttttt achei hei :)
nikii
7
bhut khoob siso 
:k:
thxs 4 sharing 
Amal
8
Re: Bana gulaab to kantay chubha gya ek shaks
A beautiful ghazal CC:k:
[QUOTE]
Originally posted by *Masoom Muskaan: *
cc bohttttttttttttttttt achei hei :)
[/QUOTE]
naheeeeeeeeeen.......cc buhat se bhee ziyada achee hai :D
Beautiful Ghazal Chanda :)
Poet is Obaidullah aleem
[QUOTE]
Originally posted by chand_chehra: *
**
Bana gulaab to kantay chubha gya ek shaks
Huwa chiragh to ghaR hi jala gya ek shaks
Tamam rung meray aur saray khuwaB meray
Fasana thay kay fasana banA gya ek shaks
Main kiss hawa main urOo kiss fizA main lahraO
Dukho kay jaal har so ek so Bicha gya ek shaks
Palat sako maiN na agay hi barH sako jis par
Mujhay ye kon say rastay laga gya ek shaks
Muhabatain bhi ajeeb us ki nafrataiaN bhi kamal
Meri tarha ka hi mujh maiN sama gya ek skhak
Woh mahtab tha marhaM Badast aya tha
Magar kuch aur sawa dil dukha gya ek shaks
khula ye raz kay a'aina khana hai duniyA
Aur is maiN mujh ko tamasha bana gya ek shaks ***
[/QUOTE]
Beautiful CC
some one related to me , who is no more in this world :( used to like it very much!
and also this one .....
ajiib saanehaa mujh par guzar gayaa yaaro
mai.n apane saaye se kal raat Dar gayaa yaaro
har ek naqsh tamannaa kaa ho gayaa dhu.ndhalaa
har ek zaKm mere dil kaa bhar gayaa yaaro
bhaTak rahii thii jo kashtii vo Gaq.r-e-aab huii
cha.Dhaa huaa thaa jo dariyaa utar gayaa yaaro
vo kaun thaa vo kahaa.N kaa thaa kyaa huaa thaa use
sunaa hai aaj koii shaKs mar gayaa yaaro
Re: Bana gulaab to kantay chubha gya ek shaks
[QUOTE]
Originally posted by chand_chehra: *
**
Bana gulaab to kantay chubha gya ek shaks
Huwa chiragh to ghaR hi jala gya ek shaks
Tamam rung meray aur saray khuwaB meray
Fasana thay kay fasana banA gya ek shaks
Main kiss hawa main urOo kiss fizA main lahraO
Dukho kay jaal har so ek so Bicha gya ek shaks
Palat sako maiN na agay hi barH sako jis par
Mujhay ye kon say rastay laga gya ek shaks
Muhabatain bhi ajeeb us ki nafrataiaN bhi kamal
Meri tarha ka hi mujh maiN sama gya ek skhak
Woh mahtab tha marhaM Badast aya tha
Magar kuch aur sawa dil dukha gya ek shaks
khula ye raz kay a'aina khana hai duniyA
Aur is maiN mujh ko tamasha bana gya ek shaks
[/QUOTE]
sigh :(
Pramod
13
wah kya kahne chaand ji...
thanks for sharing.
Re: Bana gulaab to kantay chubha gya ek shaks
chando g bara kharab tha wo hai na sab kuch he kar gaya 
me kal he par rehi thei ye gazal…thanks 4 sharing
Sohaib
15
very good choice chand madam 
:k:
sighz
very nice :k:
thanks for sharing 
[QUOTE]
*Originally posted by Capricorn: *
naheeeeeeeeeen.......cc buhat se bhee ziyada achee hai :D
[/QUOTE]
Mujhay to bohat pahlay say pata hai :D