Ban gayee....

**
Mari yaad taray liya azab ban gayee
Tari yaad maray liya sawab ban gayee

Mari sooch taray liya sawal ban gayee
Tari sooch maray liay jawab ban gayee

Tu choor kar mujahay gayee hai jab say
Yadain umeed tu ankhain pathar ban gayee

Dil tu rooknay ke wajaha dhoonday
Tari bay rookhi wajaha e khudkhushi ban gayee**

by Dilsay

nice effort :k: specially the first two ones!

Thanks alot

niceeeeee:k::k:
thanks:~)