Bakray ki eid and us ke shikway

___@@§§§§§§
__________________________@@@
@@@
§§§§§§
@@@@@aa
@@@
§§§§§§§§§§_▄▄▄@@@@§§§§§§§@@
_§§§ $$$$$§§§§__██▀▀▀▀▄▄@@§§§§§§§§@@
__§§§$$$$$§§§ §§██O°°°OOO██▄§§§§§§§§@@
__"§§§$$$$$§§§§█OoooO OOO█████▄████▄▄§§§§§§§§
_____“”§§§§§§§§§█OOOOOOO█▀§§§§█O___OO▀██▄$$$$$$$
______________§§█▄OOOO°█▀§@@▐█OooOOOOO█▌$$§§§
________________§§§█████▀§@@@@█OOOOOOO█$$$$“”
________________OO@@@@OOO@@@a█OOOOO▀
_______________O@@OOOO@@▄OO§§@a█████▀
_______________@@O @@OO@@█OO@O§
_______________@@O@OOBB@@@§§@█@
_____________@@OOO@█▄B B@§§§§@§§§
____________OOOO@@@██BBBB@I@§§§§
___________O@@OOOO@ @█BBBBB@@§§
_________@O@O@oooooo██▄BBBBBB

Eid-ul-adha bohat hi kareeb hai and ab tak bakray per koi sher nahi aaye :naak: Sab se guzarish hai ke sab koi naa koi bakray and cows per sher arz karein. And Eid mubarak in advance :smiley:

numaish ke liye ham sajaayein gay
aur gali gali sheikhi dikhayein gay

double keemat sab ko hamari bataein gay
phir shaan sey apni gardan akraayein gay

deep freezer ki zeenat baanayein gay
phir hafton maheenon dabba ker khaayein gay

ghareebon ko haadiyaan bhijwaayein gay
ameeron ko raanein pohanchayein gay

ham to muskaratay hoay qurban ho jaayein gay
aap roz-e-mohsher ALLAH ko kaya mounh dikhaayein gay

Re: Bakra ki eid and us ke shikway

Kash tu mera **Bakra **hota
Main tujay Ghass
Khilata or pyar se tere seengh
Hilata or
Poochta pagal
Kaun???
Tu ya Main ??
Or tu piyaar se Bolta
..Main Main..
Bakra Eid Mubarak

,^ ^,
(‘, ‘) \’’_’)~
| | | |

:hehe:

Re: Bakra ki eid and us ke shikway

Kash Iss Eid Par Main Tera Bakra Hota
Aur Kissi Ne Na Sahi Tu Ne To Mujhe Pakra Hota
Tu Hina Lagey Hathon Sey Mujhe Pathey Khilati
Thorey Thorey Nahi Sarey Ikathey Khilati
Tu Mujhey Main Main Kar Key Bulati
Aur Sham Ko Gali Main Saath Ghumati
Mere Pass Gaari Na Sahi Chakhra Hota
Kash Iss Eid Par Main Tera Bakra Hota
Phir Eid Par Zibah Ho Jata Main
Teri Khatir Cut Mar Jata Main
Teri Muhabat Ne Kuch Iss Tarah Jakra Hota
Kash Iss Eid Par Main Tera Bakra Hota

Re: Bakray ki eid and us ke shikway

L o l.

Re: Bakray ki eid and us ke shikway

http://www.paklinks.com/gsmedia/files/110189/Bakrapoetry.jpg

Re: Bakray ki eid and us ke shikway

abhii tak jitne ash'aar aapne **'aashiq-e-zaaroN**** kii baabat paRhe vo sab 'qurbaanii ke bakre' hii to the jo apne *'ishq e laa Haasil* ke liye mar miTe!


naa-kaam 'aashiqaan zindaabaad!!!**** :)**

Re: Bakray ki eid and us ke shikway

Hum Tumhari Kya Hifazat Karein Gey Faraz

Hamara To Apna BAKRA

** \ /**
~('-')~
** \'''''')~**
** || ||**

Koi Khol Kar Le Gaya :D