Bakra Bun

Re: Bakra Bun

Qureshi nay taan say taan milai

Goya Daaman is nothing but your aabru-e-millat kaY liye zaad-e-safar :omg:

ji janab warna daman ki zaroorat i kya hai, acha khasa kapray ko zaaya karnay ka tareeqa hai.

ab aap khud sochain jitna kapra aik kurta shalwaar mein lagta hai us say agar half sleeve shirt or pajama banaya jaye toh 2 logon kay kapra ban jayen gaye (3 if they are bengali)