Ba'KHUDA , Ishq Izraeel nahi

Ba’KHUDA , Ishq Izraeel nahi

Phir bi lagta hai , Jaan le le ga!!

https://fbcdn-sphotos-g-a.akamaihd.net/hphotos-ak-ash3/v/t1.0-9/1044407_588478017863585_1304641110_n.jpg?oh=975a543e7631a371be357f8684f3954e&oe=53A6A2DD&gda=1402593820_08654a5f2031e92e98721c9550ea038e

Re: Ba’KHUDA , Ishq Izraeel nahi

:eek:

zyda nahi hu gaya :hmmm:

Re: Ba'KHUDA , Ishq Izraeel nahi

lambi gardan pe chhurri kon chalaey ga

Re: Ba’KHUDA , Ishq Izraeel nahi

jaan Izrael to nahin leta? wo to jaan nikalta hai.. jaan to jaan aafreen ke hawale ki jati hai :wub:

Re: Ba’KHUDA , Ishq Izraeel nahi

jaan aafreen kidhar hai

Re: Ba'KHUDA , Ishq Izraeel nahi

her jagah

Re: Ba'KHUDA , Ishq Izraeel nahi

nazar kyon nahin aati

Re: Ba’KHUDA , Ishq Izraeel nahi

dil mi aankh se dekho to nazar aata hai sab.

suna hai insaan ki pehle teen aankhen thi, phir Irfan ki aankh band ho gai. Irfan aap ka paRosi nahin.. Ilm o Irfan wala Irfan :snooty:

Re: Ba'KHUDA , Ishq Izraeel nahi

Khass kam jahan paak :)