baiThaiN hoN kinaray dariya ham..!

**
baiThaiN hoN kinaray dariya ham
aey Kash woh waqt ik baar aaey
ehsas zara lau denay lagay..
aanchal mera khushboo mehkaaey
maiN teray liye aik geet likhooN..
woh Geet jo kaif k aalam maiN..
har Lab par machal kar rah jaaey..
aey kash woh waqt ik baar aaey
aaey aur waqt Thehar jaaey…**

Re: baiThaiN hoN kinaray dariya ham..!

Bohat khoob :k: … kab likhi?:@:

Re: baiThaiN hoN kinaray dariya ham..!

boht khob…:k:

Re: baiThaiN hoN kinaray dariya ham..!

aey kash woh waqt ik baar aaey
aaey aur waqt Thehar jaaey…

Bohat Khoob GuL-e-Tasbeeh..:k:

Re: baiThaiN hoN kinaray dariya ham..!

Very nice :k:

Re: baiThaiN hoN kinaray dariya ham..!

very nice... khud likhi hai gul??? bataoo bataoo chupirustam na ho to :)

Re: baiThaiN hoN kinaray dariya ham..!

Very nice. :k:

Re: baiThaiN hoN kinaray dariya ham..!

hey.. bht khoob.. : )

Re: baiThaiN hoN kinaray dariya ham..!

Zabardast … :k:

Re: baiThaiN hoN kinaray dariya ham..!

achi hai :-)