Re: BaitBazi New Rule Month of April
<!--[if gte mso 9]>
Jis ko bhi murh kay daikha woh tanhayOon maiN hay
Re: BaitBazi New Rule Month of April
<!--[if gte mso 9]>
Jis ko bhi murh kay daikha woh tanhayOon maiN hay
Re: BaitBazi New Rule Month of April
**ye aur baat ke dushman huaa hai aaj magar
vo meraa dost thaa kal tak use buraa na kaho
kaaf/wao
**
Re: BaitBazi New Rule Month of April
<!--[if gte mso 9]>
bahar aa ke mujh ko satati bahut ha
Re: BaitBazi New Rule Month of April
**hur ek chehare ko zakhmon kaa aaiinaa na kaho
ye zindagii to hai rahamat ise sazaa na kaho
kaaf/wao
**
Re: BaitBazi New Rule Month of April
![]()
Re: BaitBazi New Rule Month of April
Woh baat kar jissay duniya bhi mua'tbar samjhay
Tujhe khabar hai zamana badalata jaata hai ...
Next: "Hay / Ye"
Re: BaitBazi New Rule Month of April
**Hum mashriq ke musalamaanon kaa dil magrib mein jaa atakaa hai
wahaan kuntar sub billorii hai, yahaan ek puraanaa matakaa hai
hey/Ye
**
Re: BaitBazi New Rule Month of April
hey/alif
Re: BaitBazi New Rule Month of April
**aab tuk rahi us kee yaad meri zindagi ke saath
do char pal kee mujh se jo pahachaan kar gayaa
gaaf/alif
**
Re: BaitBazi New Rule Month of April
Is darjah ehteyaat se likha hai khat ussay
Roya hoon yun ke harf bhi geelay nahe huwe ...
Next: "Hay / Ye"
Re: BaitBazi New Rule Month of April
Haasil raha ho jo tark-e-sukoonat sey peshtar
Sabney woh imtiyaaz bhi apna gawa diya
Laalach mein hirniyaan kisi dariyaa mein jaa baseeN
Aur machliyoN ne dasht mein maskan bana liya
*'laam' alif'
*
Re: BaitBazi New Rule Month of April
**laai hayaat aaye qazaa le chalii chale
na apanii Khushii aaye na apanii khushii chale
che/ye**
Re: BaitBazi New Rule Month of April
Yeh zindagi saraa-e-faani dekhi
Har cheez yahan aani-jaani dekhi ...
Next: "Daal / Ye"
Re: BaitBazi New Rule Month of April
**Duubatii jaatii hain mittii mein badan kii kashtiyaan
dekhane mein yeh zamin koii samandar bhii nahin
Noon
**
Re: BaitBazi New Rule Month of April
hey/ye
Re: BaitBazi New Rule Month of April
**hairaan hain lub_bastaa hain, dilgiir hain Gunche
Khushbuu kii zubaanii teraa paigaam hii aaye
alif/ye
**
Re: BaitBazi New Rule Month of April
**Aaj palkoN ki munderoN pe bohat raunaq hai
deikh saktay ho to ashkoN ka charaagaN deikho..!!
'daal' 'wao'**
Re: BaitBazi New Rule Month of April
tay/yeh
Re: BaitBazi New Rule Month of April
**thuk haar ke baithe hain sar-e-kuu-e-tamannaa
kaam aaye to phir jazbaa-e-naakaam hee aaye
alif/ye
**
Re: BaitBazi New Rule Month of April
ray/alif