ya-raab! zamana mujh ko mitata hai kis liye
lauh-e-jahan pe harf-e-mukarrar nahin hoon mein
"noon"
ya-raab! zamana mujh ko mitata hai kis liye
lauh-e-jahan pe harf-e-mukarrar nahin hoon mein
"noon"
Re: BaitBazi Month of January ....2009
na ravaa kahiye na sazaa kahiye
kahiye kahiye mujhe buraa kahiye
dil mein rakhane ki baat hai gham-e-ishq
is ko hargiz na barmalaa kahiye
"Ye"
Re: BaitBazi Month of January ....2009
Yeh soch kar k gham k khareedar aa gaye
hum khwab baichne sar-e-bazaar aa gaye
awaz de k chuhp gayii har baar zindaagiii
hum aise sada dil thay k har baar aa gaye
Yeh
Re: BaitBazi Month of January ....2009
Yoon laga mugh ko nay saal ka pehla lamha
Zard sheeshay per koi phool gira ho jysay
Yeh
Re: BaitBazi Month of January ....2009
Yehh bulandiii tou aikk faraib-e-nazarr haii..
kho na jaye zameen, aasman kartay kartay
Yeh
Re: BaitBazi Month of January ....2009
Yoon hi musam ki ada daykh kay yaad aya hai
kiss qader jald badl jatay hain insaan jaanaa'n
Re: BaitBazi Month of January ....2009
**Naseehat Kii Jaga hUsn e Amal Darkaar hAi Naaseh **
Yeh Behtar hAi Keh LafzoN Ki Bajaaye Zindagii bOley
"Yeh"
Re: BaitBazi Month of January ....2009
Ye bhi zindagi ki ada hai dosto
jis ko sathi mil gaya woh aur tanha ho gaya
Alif
Re: BaitBazi Month of January ....2009
Ik baar main roothun tum say tumhi ki maanind
Aur meri tarha say tum mujh ko manaanay aao
waao
Re: BaitBazi Month of January ....2009
woh ruuthte rahe hum manaate rahe
unki rahon me palkein bichate rahe
unhone kabhi palat ke bhi na dehka
hum aankh jhapkane se bhi katrate rahe
'ye'
Re: BaitBazi Month of January ....2009
ye myri ghuzalain ye myri nazmain
Tamaam tyri hikayataain hain
yeh
Re: BaitBazi Month of January ....2009
Yaad-e-Maazi Azaab Hai Ya'Rub
Chheen Le Mujh Se Haafiza Mera
'Alif'
Re: BaitBazi Month of January ....2009
Yunhi Be'Sabab Na Phira Karo, Koi Shaam Ghar Bhi Raha Karo
Wo Ghazal Ki Sachi Kitaab Hai, Usay Chupke Chupke Parha Karo
'Wow'
Re: BaitBazi Month of January ....2009
Woh rahat-e-jaan hai magarr is darr-badrii mein
aisa hai ke ab dheyan udhar bhii nahinnn jaataa
Alif
Ab daikhiyay udaas nigahooN ko kia milay
Her simt phool bantti phirti hai sham-e-eid
" daal "
Re: BaitBazi Month of January ....2009
darta hun kahin main pagal na ban jayun,
teekhi nazar aur sunehre roop ka kayal na ban jayun
ab bas bhi kar zalim kuch to reham kha mujhpar
chali jah meri nazro se door, kahin main shayar na ban jayun
'nun'
Nabi na thay mager insaaN pay jaaN chiraktay thay
Suna hai aglay zamanay kay log achay thay
UnhooN nay mujh say kaha tha kisi say loo na laga
Ujer kay sooch raha hoon, wo log sachay thay
" yay "
Re: BaitBazi Month of January ....2009
Ye khsuhak raat ye nay saal ka pehla lamha
dil ki khuwahish hai muhsin ab koi yaad aay
yeh
Re: BaitBazi Month of January ....2009
Ye Kis Maqaam Pe Soojhi Tujhe Bichharnay Ki
Ke Abb To Jakau Kaheen Din Sanwarnay Walay Thay
'Ye'