Bait Bazi ..

Re: Bait Bazi ..

Yeh kiya ke aik jahan ko karo waqf iztiraab
Yeh kya ke ik dil ko shakeeba na kar sako
Aisa na ho yeh dard baney dard-e-la dawa
Aisa na ho ke tum bhi madaawa na kar sako....