Bait Bazi Personal Edition — III

Re: Bait Bazi Personal Edition — III

Beautiful :k:

Uss ki yadon ko tau hum kab se bhulaa baithay haiN
Yeh tau chand khawb haiN jo dil mein chupaa rakhay haiN
Ab bhee lot aa k khiza’on se churaa kar hum ne
Phool kuch taza teri rahon main sajaa rakhay haiN

“Noon”