Bait Bazi Personal Edition — III

Re: Bait Bazi Personal Edition — III

Na aayain wo tu koi moot ka paygaam aa jaye **
**wohi apna hay aarhay waqt par jo kaam aa jaye

Fasana keh rahay hain aaj wo apni mohabbat ka
Khuda esa karay mera kahain par naam aa jaye