Re: Bait Bazi Personal Edition — III
Ye aur baat kay wo shaam nahi, wo subh-o-raat nahi
Jo dil nay chaha jo nazar nay manga, wo haalaat nahi
buss khabhi dheeray sey aa jaati hay yuNhi teri yaad
bheegay hovay jangal main tunhai dukh ki baat nahi
"Ye"
PS:- Corrected by Amal :)