Bait Bazi Part - LXX

:hoonh:

yae saaniha bhe muhabbat main barha guzra
kae us nay haal bhee poocha tu aankh bhar aaye.. (:

yae :-p

Yoon he udas raha tu dekhna ak din
Tamam shahar main tanhiyan becha doon ga

aa'nay ko aa chuka tha kinara be samanay
khud us k pass he meri naa'ya gaa'ee nahi

"ye"

ye ishQ tha faQt ishQ jis ka masla tha
is imtihaan mein na sadQay thay na istiharay thay
Khuda kare k teri umer mein ginay jayein
wo din jo hum ne tere hijR mein guzaray thay

"yeh"

Yaad e mazi azaad hay ya rub
Cheen lay mujh say hafza mera

Ah ko chahiya ak umer asar honay tak
Koon jeeta hai tari zulf kay sar honay tak

Karo na yaad tum itna ke Jee hi bhar jay
Na daikho itna ke aynak ka number badal jay

(Adab Arz)

Yeh hum hi hain jo tera derd chupa k dil main
kaam dunia k bedestoor kiyai jatay hain

Nahi ati, to kaii dinoN tak nahi aati
Jab aay, to kaii fuse urra dayti hay

(Adab Arz)

new thread :)