yoon dil se kisi dard ka pemaan nahin kerte
ab jaan pe bani bhi hai to darmaan nahin kerte
Yaar to yaar hain,aghyaar bhi ab mehfil main
Main tera zikr na cheroon to bura mante hain!!
"noon"
Na mere zakhm khile hain,na tera range hina
ab ke mausam hi nahin aaey gulabon wale!!
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/flower2.gif
“yey”
Yeh sabi weraaniyaan uss ke juda honay se theen
aankh dhundlai hoi thi,shehar dhundlayaa naa thaa
yaad kar ke aur bhi taqleef hoti hai adeem
ab sawaye bhool janay ke koi charaa naa thaa.
~Kiya haaq wo jeena hai jo apnay hi liyay ho
Khud mit kar kisi aur ko mitnay se bacha lay~
aao kuch deer ro hi lein nasir
phir ye derya uter na ja'a kahein
mohabat aesa derya hai
k baarish rooth bhi ja a
to pani kum nahi hota!
Ab dekhiyey lage na lage Aashna ke haath!!
Aey Nama Bar Tun he bata Tuny To Dakhey Hun gay
Kasey Hotey hain Who Khat Jin Kay Jawab Atey hain
Irfan Ismail
Naa g'wao nawak_e neem kash dil reza reza g'wa diya
jo bachay hain sang samait lo,tan_e daag daag luta diya
jo rukay tu koh giraa' thay hum jo chalay tu jaan se guzar gaye
rah_e yaar hum ne qadam qadam tujhay yaadgaar bana diya.
~Kiya haaq wo jeena hai jo apnay hi liyay ho
Khud mit kar kisi aur ko mitnay se bacha lay~
mujhe zindgi ki dua na do mujhe zindgi ki talab nahi
kabhi jeena mujhe aziz tha yeh baja sahi magar ab nahi
Nahi woh be-hijaab chaNd sa keh nazar ka koi asar na ho
use itni garmi-e-shauq se badi der tak taka na karo
Irfan Ismail
bichar ke us se, main sochoon isi paheli per!
rahiye ab aisi jagah chal-kar jahan koi na ho
ham-sukhan koi na ho aur ham-zubaan koi na ho
bedar-o-diivaar saa ek ghar banaya chahiye
koi hamsaya na ho aur pasbaan koi na ho
yeh mausam hai udhar jane ka mausam!
meraa dil bhi shauq se to.Do ek tajurba aur sahi
laakh khilone tod chuke ho ek khilonaa aur sahi
yay maqam-e ishq talib hai bari hi sakht manzil
howay karwan kaye gum, meray karwan se pahlay
next: "YaY"
Ye bhi mumkin hei kisi roz na pehchanooN usse
wo jo har baar naya bhes badal leta hei
bar-ha mujh se kaha tha meray yaaroN ne Wasi
ishq darya hei jo bachoN ko nigal leta hei
Irfan Ismail
use bhi khud ko bohat deir jorna hoga
Alif Next....
Ik muddat se meri maaN nahiN soi Tabish
meiN ne ek baar kaha tha mujhe darr lagta hei
Irfan Ismail
Ye meri ghazlein ye meri Nazmein
tamam teri hiqayatain hain
ye tazkire tere lutf ke hain
ye sher teri shikayatain hain
"noon"