Re: Bait Bazi Month of September, 2008
ye bhi suchaa too ny barh jaaingy qalbi faaslay
mukhtasar jitna zameeni faasla hu jaay gaa.......
alif
Re: Bait Bazi Month of September, 2008
ye bhi suchaa too ny barh jaaingy qalbi faaslay
mukhtasar jitna zameeni faasla hu jaay gaa.......
alif
Apni yadein apni batein ly kar jana bhol gaya,
Janay wala jaldi mein tha mil kar jana bhol gaya
**Aa-Gahii Zakhm Ban Gaii Shaayed **
Kaash Mein Kuch Na Jaanta hOta
"Alif"
Re: Bait Bazi Month of September, 2008
Ameer-e-sheher ne kaghaz ki kashtiyan de karr
samandaron ke safar par kiya rawanah hamain
Noon
Re: Bait Bazi Month of September, 2008
na tu men kissi ka raqeeb hoon,na tu men kissi ka habib hoon
ju bigar gayaa wo naseeb hon, ju ojar gayaa wo diyaar hoon
noon
na tu men kissi ka raqeeb hoon,na tu men kissi ka habib hoon
ju bigar gayaa wo naseeb hon, ju ojar gayaa wo diyaar hoon
noon
Roh-e-Zafar Pay Sitam Itna Bhee Na KeGaeye Hazoor
MarQad Main TU Usey Chain Say Rehney Degeye Hazoor
na tu men kissi ka raqeeb hoon,na tu men kissi ka habib hoon
ju bigar gayaa wo naseeb hon, ju ojar gayaa wo diyaar hoon
noon
Naseehat Raat Din Naseh Kiya Kartey hO Na-Haq tUm
**Usey Bhi Aik Din tUm Ja Key Samjhaatey tO Kya hOta **
"Alif"
Re: Bait Bazi Month of September, 2008
ay dilki khalish chal yonhi sahi chaltaa tu hon unki mehfil men
oss waqt mujhy chunkaa denaa,jab rang pay mehfik aajaay....
ye
yOn Jaan Dii Wafa Mein Keh Qaatil Tamaam Umar
**Dil Ki AdaalatOn Mein Saza dhOondta Raha **
"Alif"
Re: Bait Bazi Month of September, 2008
ab kion dhondon wo chashm-e-karam
huny day sitam , baalaay sitam .....
men chaahta hoon ay jazb-e-gham
mushkil pas,e mushkil aa jaay..........!
YaadoN k diye hum ney jalaaey they Raat bhar
dam-e- subah yuN laga bujhaaey they raat bhar
re''
Re: Bait Bazi Month of September, 2008
Rut'Jagay Khuab-e-Pareshan Se Kaheen Behtar Hain
Laraz Uth'ta Hoon Ager Aankh Zara Lagti Hai
'Ye'
Yeh Kehna Haar Na Maani Kabhi AndhairOn Sey
bUjhey Charagh tO Dil kO Jalla Liya Kehna
"Alif"
Re: Bait Bazi Month of September, 2008
Acha Khasa Bethay Bethay Gum Ho Jata Hoon
Abb Main Aksar Main Nahin Rehta Tum Ho Jata Hoon
'Noon'
Re: Bait Bazi Month of September, 2008
nerangiy,e siyaasat,e duraan tu dekhiye
manzil onhen mili ju shareek,e safar na thhy
ye
Yahii Shehar Shehar e Qaraar hAi tO Dil e Shikasta Ki Khair hO
**Meri Aas hAi Kisi Aur Sey mUjhey POochta kOii Aur hAi **
"Yee"
Re: Bait Bazi Month of September, 2008
yaad rakhhu tu dil k paas hen ham
bhool jaao tu faasly hen buhut.......!
tay
tUjhey Kya KahOn Meray hUm-Nawa K bUra hUa Ya Bhala hUa
Kabhi Zindgii jO Milli mUjhey tO RAhii Na BaaQii Meri Umr
"Rey"
Re: Bait Bazi Month of September, 2008
Roz Kha Letay Hain Hanstay Huay Chehron Se Faraib
Kia Karain Apni Nigahon Main Murawwat Hai Abhi
'Ye'
Re: Bait Bazi Month of September, 2008
***Yeh kOii KhwaahishOn Ka Parinda hAi Isey mOusamon Sey Gharz Nahi
Yeh Urrey Ga Apni Hii mOuj Mein Isey Aab Dey K Saraab Dey
"Yee"***