Re: Bait Bazi Month of September, 2008
Aey dil ki khalish chal yunhi sahii, chalta tou hon unki mehfil mein
uss waqt mujhayy chaunkaa dayna, jab rang pe mehfil aa jaaye
aey rehbar-e-kaamil chalne ko, tayyarr tou hon parrr yaad rahay
uss waqt mujhay bhatka daynaa, jab manzill saamne aa jaaye..
Yeh