Bait Bazi--Month of Oct--2007

Re: Bait Bazi--Month of Oct--2007


Nahi ab to koi malaal bhi , kisi wapsi ka khayaal bhi
gham-e-bekasi ne mita diya merey dil mein tha agar koi
TUJHEy kya khabar kay raat bhar tujhey dekh paney ko ik nazar
raha saath chand kay muntazir teri khirkhiyoo'n kay idher koi

ye