Re: Bait Bazi--Month of Nov---2007
Aey muhtasab-e-shehar nahin tujh sey shikyat..
hum khud hi dil-o-jaan ki tabaahi ka sabab hain
Noon
Re: Bait Bazi--Month of Nov---2007
Aey muhtasab-e-shehar nahin tujh sey shikyat..
hum khud hi dil-o-jaan ki tabaahi ka sabab hain
Noon
Re: Bait Bazi--Month of Nov---2007
Nazrain Milee'n Tou Pyar Ka Izhar Ho Gaya
Bola Tou Baat Baat Se Inkaar Ker Gaya
Main Lafz Lafz Dhoondtay Thak Bhi Gaya Adeem
Wo Phool De Ke Baat Ka Izhaar Ker Gaya
'Alif'
Re: Bait Bazi--Month of Nov---2007
Ana ki jang mein hum jeet tou gaye laikin
phir iske baad bohat dair tak nidhal rahay
Yeh
Re: Bait Bazi--Month of Nov---2007
Aane ko keh gaye the na aayeN khuda kare
kya lutf aa raha hai mujhe intezaar mei
Re: Bait Bazi--Month of Nov---2007
Nahin nigah mein manzil to justujoo hi sahi
nahin visaal mayassar tou aarzoo hii sahii
Yeh
Re: Bait Bazi--Month of Nov---2007
Yehi kante to kuch khuddar hai sehan-e-gulistan mein
Keh shabnum ke liye daaman ko phailaya nahi karte
Re: Bait Bazi--Month of Nov---2007
Yeh mairay charon taraf kis liye ujala hai
taira khiyaal hai ya din nikalnay wala hai
Yeh
Re: Bait Bazi--Month of Nov---2007
Yeh to qismat mei kahan tha keh karun kasb-e-kamaal
Be-kamaali mei bhi afsos main kaamil na hua
Alif
Re: Bait Bazi--Month of Nov---2007
Aajao ge halaat ki zadd pe jo kissi din
ho jaye ga malom Khuda hai k nahinn!
Noon
Re: Bait Bazi--Month of Nov---2007
Nahi kaante bhi kya ujrey chaman mein
Koi roke mujhe, jaa raha hun main
Re: Bait Bazi--Month of Nov---2007
Na layna naam aey qasid faqat itna hi keh daynaa..
jinhain tum bhool baithe ho wo aksar yad karte hain
Noon
Re: Bait Bazi--Month of Nov---2007
Na cher ai nikhat-e-baad-e-bahari raah lag apni
Tujhe athkheliyan sujhi haiN, hum bezaar baithe hain
OK Jee, thanx for ur company.
Now me leaving.
Allah Haifz
Re: Bait Bazi--Month of Nov---2007
^ Allah Hafiz.
Na dosti se rahay na dushmani se rahay
hamain tamam gile apni aa'gehi se rahay
wo pass aaye to mozu-e-guftagu na mile
wo laut jaye tou ye guftagu ussi se rahay
Yeh
Re: Bait Bazi--Month of Nov---2007
Yeh Saaneha Bhi Mohabbat Mein Baarha Guzra
Keh Usne Haal Bhi Poocha To Aankh Bhar Aai
Yeh
Re: Bait Bazi--Month of Nov---2007
Ye Theek Hai Koi Marta Nahi Judai Main
Khuda Kisi Ko Kisi Se Magar Juda Na Karay
'Ye'
Re: Bait Bazi--Month of Nov---2007
Yahi andaaz to bas unke sitam dhaate hain
Na wo rukte hain, na aane ki kasam khaate hain
Re: Bait Bazi--Month of Nov---2007
Naa jaanay kaun sii majbooriyon ka qaidi ho...
woh saath chohrr gaya hai to be-wafa na kaho
Wao
Re: Bait Bazi--Month of Nov---2007
Woh Is Kamaal Se Khela Tha Dil Ki Baazi
Main Apni Fateh Samajhta Raha Maat Hone Tak
"Kaf"
Re: Bait Bazi--Month of Nov---2007
Keh diya uss ne mujhe de kar mohabbat apni
jaa tujhe aaj se paband-e-wafa kartay hain!!
Noon
Re: Bait Bazi--Month of Nov---2007
Nahi Shikwa Mujhe Kuch Be-Wafaai Ka Teri Hargiz
Gila Tab Ho Agar Tu Ne Kisi Se Bhi Nibhaai Ho