Bait Bazi Month of December, 2008

Re: Bait Bazi Month of December, 2008

na ghubaar main na gulaab main mujhe dekhanaa
mere dard ki aab-o-tab main mujhe dekhanaa

"alif"

Re: Bait Bazi Month of December, 2008

Usay Kaho Ke Buhat Na'Muraad Shay Hai Junoon
Uay Kaho, Mujhe Hai Buhat Junoon Uss Ka

'Alif'


uthti nahin hai aankh kisi aur ki taraf
paband kar gaaye hai kisi ki nazar mujhay

ye

Re: Bait Bazi Month of December, 2008

ye dil ko taab kahan hai ke ho malandesh
unhon ne vada kiya ham ne aitbaar kiya

"alif"

Re: Bait Bazi Month of December, 2008

Uss Ne Hansi Hansi Main Muhabbat Ki Baat Ki
Mainay Adeem Uss Ko Mukarnay Nahin Dia

'Alif'

Re: Bait Bazi Month of December, 2008

Usay ye zidd thi keh mujhay apna bana k choray ga
or phir us nay mujhay apna bana k chor dia.....

"Alif"

Re: Bait Bazi Month of December, 2008

Itnaa Pyaar Na Kar Kisee Say Ay FaraaZZ !!
Tou Nay Daykha Nahi Pat'thar Ka Khuda Ho Jana

AliF

Re: Bait Bazi Month of December, 2008

Aapki muskan hamari kamzori hai,
Keh na pana hamari majburi hai,
Aap kyon nahin samajhte is khamoshi ko,
Kya khamoshi ko zuban dena zaruri hai?

yeh

Re: Bait Bazi Month of December, 2008

yahan kisi ko bhi kuch hasb-e-arzoo na mila
kisi ko hum na mile aur hum ko TU na mila

"alif"

Re: Bait Bazi Month of December, 2008

Ab iss dil mein kya rakha hai
Tera hi chehra chupa rakha hai
Cheer kar dekhe koi dil mera
Tera hi naam likha rakha hai!

'yeh'


youn phirta hai kaanch ka paikar liye huway
gafil ko ye gumaan hai pathar na aye ga

alif

Re: Bait Bazi Month of December, 2008

Itni Narmi Se Teri Yaad Mujhe Chhooti Hai
Jese Titli Kisi Phool Pe Perr Tolti Hai

(Ahmer)

'Ye'

Re: Bait Bazi Month of December, 2008

Yeh din yeh raat yeh lamhe mujhe ache se lagte hain
tumhein sochon to sare silsile ache se lagte hain
buhot door tak chalna magar phir bhi wahin rehna
mujhe tum se tumhi tak ke dayre ache se lagte hain..

"noon"

Re: Bait Bazi Month of December, 2008

Na jaane tum pe itna yakin kyon hai?
Tera khayal bhi itna haseen kyon hai?<O:p</O:p
Suna hai Pyar ka dard meetha hota hai<O:p</O:p
to aankh se nikla ye aansu namkeen kyon hai?

'ye'

Re: Bait Bazi Month of December, 2008

yad ata hai har eid par watan ka charaghan
ham chraghon key mailay wahan chor aey :)

"yay"

Re: Bait Bazi Month of December, 2008

Yadon ki panahon mein kaheen waqt kataa haii
abb taazaa sitam tum koyii ejaad naa karrnaa..

Alif

Re: Bait Bazi Month of December, 2008

^ Nice On3 Shumaisa !

Re: Bait Bazi Month of December, 2008

Utha ker phool ki pati nazakat say masal dali
isharay say kaha hum dil ka aysa hall krtay hain

%between%

Re: Bait Bazi Month of December, 2008

Na Mila Ker Udaas Logon Se
Husn Tera Bikhar Na Jaye Kaheen

'Noon'

Re: Bait Bazi Month of December, 2008

Na janay koun sa ansoo kisi say kia keh day
Hum is khyal say nazrain jhukay bythay hain