Bait Bazi Month of April 2009

Rules of Bait Bazi:

1. Shair should be genuine and not your own. Post your own in Bait Bazi — Personal Edition of Sho’ra-e-Gupshup.

2. Dont break the chain and always follow the last letter of the last posted shair.

3. Always mention the last urdu alphabet of your shair.

**4. **If you know the name of the poet, mention that (for other’s knowledge sake).

5. Do not write out the whole ghazal/nazam; only two shairs (i.e. Rubai, qita) at max will be allowed.

Last Sher Was posted byHeiress1

Ager wo pooch lain hum say tumhain kis baat ka ghum hay
To phir kis baat ka ghum hay ager wo pooch lain hum say..

Ye

Re: Bait Bazi Month of April 2009

ye wajibaat-e-ishq kya hum hi pe qarz the
wo b utarta ye musibat use b thi

"ye"


ya rub gham-e-hijraa'n mai itna to kya hota
jo hath dil par hai wohi dast-e-dua hota

alif :)

Re: Bait Bazi Month of April 2009

abhi ta'q tumhari he aa's hai mere dil k ab bhi tu paas hai
hai ye dil tumhare hisaar main isay meri jaan rihaa karo

"WAO"

Re: Bait Bazi Month of April 2009

vo dil hi kya tere milane ki jo dua na kare
main tujh ko bhul ke zindaa rahun KHUDA na kare
rahegaa saath tera pyaar zindagi banakar
ye aur baat meri zindagi vafa na kare

"ye"

Re: Bait Bazi Month of April 2009

Yee Khunak Rutt, Ye Naye Saal Ka Pehla Lamha
Dil Ki Khawahish Hai Kay MOHSIN Ab Koi Yaad Aye

YE

yehi bhuhat hai dil us ko dhuud laya hei
kisi kay sah hi sahi woh nazar to aya hei

ye

Re: Bait Bazi Month of April 2009

***Ye tamanna hai Rab se k bhool jaoon main sab kuch
lekin yeh yaad hai kay humari rag rag main samaai hai

Yee***

Ye jantay hain k teri fitret wafa se na aashna hai phir bhi Teri taraf se lagaye rehte hain apnay dil ko tasalliyo'n main

ye :chai:

Re: Bait Bazi Month of April 2009

^ :snooty:

Yeh to waqt ke bas mein hai ke kitanii mohalat dey
Vernaa baKht Dhalnay mein der kitanii lagatii hai

Ye

:chai:

:wink:

Yeah tujh ko jaagtay rehnay ka shouq kab say howa ? Mujhay tu khair taira intazaar karna hai

ye :smiley:

:@::blush:

**Yaa Bhi Hay Tamana K Usay Dil Say Bhula Dain
Is Dil Kau Magar Us Ki Zarorat Bhi Bahat Hay

ya

:chai:
**

ye again :smack:

yaa ajeeb khyal hai piyar ka main ney aaj dekha yaa mojaza woo joo lafz mairay ghuman main thay woo tayri zaban per agahay

ye :naak:

:cb:

Yeh jo bayan karti hai ankhen woh lab kaise kahe,
Sabhi toh sun liya humne par itmenan nahi hota

alif :rose:

Thank God :jano:

Aik shaks ko kho janay ka dar kyun nahi jata Yah khoof meray dil say utar kyun nahi jata Manzil pay pohach kar usay khona he paray ga Ya tay ha tu phir shoq-e-safar kyun nahi jata

Alif :hehe:

*Itnay Jhatkoo say to perbat bhi ukher jatay hain
Tu nay holay say to daman Ko chhuraya hota

alif :@:*


Itnay Jhatkoo say to perbat bhi ukher jatay hain
Tu nay holay say to daman Ko chhuraya hota

Aansoo diye kisi nay kisi say milay faraib
* Hum dastras mein wasl kay mausam na kar sakay*

ya :D

yaaron ki mohabbat ka yaqeen kar lia mein ne haathon mei chupaya hua khajer nahi nahi daikha

Alif :naak:

Asmaa k taare aksar puchte he-kya tujhe aaj b intzar he uske laut aane ka.
Aur ye dil muskura k kehta hai,"mujhe to ab tak yakin na hua uske chale jane ka

Alif :@:

:chai: