Bait Bazi - March | NEW RULE

Re: Bait Bazi - March | NEW RULE

Shukriya :slight_smile:

**Dil tou kerta hay kabhi haath chura ker sub se
Uss ki aankhon main kaheen doorr nikal jaon mein
Uss ki ulfat hay keh nafrat se dekhey mujh ko
Woh kabhi pyaar se dekhey tou pighal jaon mein

Meem/ Noon**