Re: Bait Bazi - June
Wohi qaafle, wohi raaste, **wohi**** zindagii, *wohi* marhale
magar apne apne maqam par kabhi tum nahiN kabhi hum nahiN
**
Noon
Re: Bait Bazi - June
Wohi qaafle, wohi raaste, **wohi**** zindagii, *wohi* marhale
magar apne apne maqam par kabhi tum nahiN kabhi hum nahiN
**
Noon
Re: Bait Bazi - June
<!--[if gte mso 9]>
par sirf sharab hi nahi bekhudi k liye.
kisi ki mohabbat mein doob k dekho,
bada hi khubsurat samander hai khudkhushi k liye.
Laam / Ye
**
Re: Bait Bazi - June
labon pe hansi ankhon mi swal rkhta ha
ES ZARF ME ITNA KAMAAL RAKHTA THA
by
FARAZ AHMED
THEY/alif
Re: Bait Bazi - June
**Tumhi nay meray ujar rastoon pay khawishoon k diea jaliea
Tumhi nay chaha tha k khushk hontoon say chahoon k gulaab likhoon
Kabhi woh din they k neend aankhoon ki sarhadoon say paray paray thi
Magar ab jub bhi sona chahoon,tumhari yaadaon k khawab likhoon
laam/Noon
**
Re: Bait Bazi - June
na zameen hai meri qarar gah,na falak hai manzil-e-jazba dil
barri muddaton se hai safar mera teri yad se teri yad tak.....
tay/kaaf
Re: Bait Bazi - June
kahooN kis tarah maiN ke wo bewafa hey
mujhe uskii majboorioN kaa pataa hey
Hey aur Ye
Re: Bait Bazi - June
ye aur baat terey roobaroo naheen guzra
main jiss aazab se guzra hoon tu naheen guzra
Re: Bait Bazi - June
aa dekh mujh se roThne vale tere baGair
din bhi guzar gaya meri shab bhi guzar gai
Gaaf/Ye
Re: Bait Bazi - June
**Yeh Bhi Theek Hai kay Woh Chala Gaya Mujhay Band Raastay Par Chor Kar
Yeh Bhi Theek Hai kay Na Aaye Ga Woh Kabhi Buut Ana Ka Tor Kar
Woh Juda Bhi Kaisay Huwa, Main Koi Rasm Bhi Na Nibha Saka
Woh Hansi Hansi Mein Hi Chala Gaya Mein Hath Tak Na Hila Saka
seen/alif
**
Re: Bait Bazi - June
**Aansoo meray tham jaayeN toh shauq se jaana..
aisay maiN kahaN jao ge barsaat bohat hai..
'he' ye'
**
Re: Bait Bazi - June
Hum Log Samandar Kay Bichray Howay Sahil Hain
Is Paar Bhi Tanhai, Us Paar Bhi Tanhai
tay/ye
Re: Bait Bazi - June
*Tujhey izhaar-e-mohabbat se agar nafrat hey
tu ne hontoN ko larazney se to roka hota *
Hey aur Alif
Re: Bait Bazi - June
Apni to sari umar aseeri main kat gayi
** Jis ne bhi haar maan li azaad ho gaya**
Re: Bait Bazi - June
Apni to sari umar aseeri main kat gayi ** Jis ne bhi haar maan li azaad ho gaya**
Welcome back :)
Re: Bait Bazi - June
Shukran...
Re: Bait Bazi - June
oron ka hath thamo onhen rasta dikhao
mi bhul jaon apna hi ghar tumko es se kia
kaaf/alif
Apni to sari umar aseeri main kat gayi ** Jis ne bhi haar maan li azaad ho gaya**
Re: Bait Bazi - June
Us ki baateiN bhi dil-aaweiz heiN soorat ki tarah
meri socheiN bhi pareishaan merey baaloN jesi
**
**Jeem aur Ye
Re: Bait Bazi - June
Yadish ba-khair umar-e-guzishta ki suhbataiN
** Ek doar tha ajab kay meray saath tum bhee thay**
Re: Bait Bazi - June
**
YuN samajh rakhkha tha goya bhool baithey hain usey
raat ko pichhley pehar dil meiN wo dard uththa ke bas
Beyaurseen**
Re: Bait Bazi - June
Buhat dinooN say nahi apnay darmiyaaV woh shaks
Uddas ker kay humaiN chal diya kahaN woh shaks..