Re: Bait Bazi -June 2014
fay/ye
Restored attachments:
Re: Bait Bazi -June 2014
yeh shehar-e-sadaqat bhi ajab shehar hay
yahan aik shakhs bhi, sacha nahin dekha
dal/alif
Re: Bait Bazi -June 2014
***Abhi tak yaad kar rahe ho paagal ho tum qasam se,
Uss ne to tere baad bhi hazaaron bhulaa diye..
daal/ye***
Re: Bait Bazi -June 2014
*dard jab terii ataa hai to gilaa kis se karen *
**hijr jab tuune diyaa hai to gilaa kis se karen
kaaf/ye**