Bait Bazi -- July 2007

Re: Bait Bazi -- July 2007

teray kiyay hoay ehsaan sabhi uttar diyay
tamam hoslay teri chahat main haar diyay
ab apni umer main un ka shumar kia kerna
wo roz-o-shab jo janay kahan guzar diyay

"yay"