Re: Bait Bazi -- July 2007
na gila kia na khafa hoay, younhi rastay main juda hoay
na tu baywafa, na main bewafa jo guzar gaya so guzar gaya
yay safar bhi kitna taweel hai, yahan waqt kitna qaleel hai
kia lot ker koi aay ga, jo guzar gaya, so guzar gaya
" aa"