Bait Bazi (January 2015)

Re: Bait Bazi (January 2015)

**yaa rab! Gam-e-hijraan mein itanaa to kiyaa hotaa **
**jo haath jigar pe hai vo dast-e-duaa hotaa

hey/alif**

Re: Bait Bazi (January 2015)

aatii hai kis taraH se merii qabz-e-ruuh ko
dekhuuN to maut DhuuNDh rahii hai bahaana kia

kaaf/alif