Re: Bait Bazi (January 2015)
shuker yeh k kal ik majlis mai is shair k baray main koi pooch raha tha ..mainy bataaya nahi ..werna sahee ki baistee hotee
kahan aa k ruknay thay raastay ,kahan morr tha ussay bhool ja
jo mil gaya ussay yaad rakh ,jo na milla usay bhool ja !