Bait Bazi-III 2006

Re: Bait Bazi-III 2006

Nazron se agar door hai to kia hua
Dharkan ki tarha dil k meray paas bohat hai
Wo raat ki tareeki main karta hai mujh se baat
Us ko meri tanhaai ka ehsaas bohat hai

"Ye"